~ Ek udaas kamray mein ~

Ek udaas kamray mein
Raat ke andheroon mein
Soch ke darechoon mein
Yaad ke jharokoon mein
Ek diya sa jalta hai
Sochtay hain kis tarah
Us ne zindagaani ko
Dukh bhari kahaani ko
Mua’ttbar banaaya hai
Mukhtasir banaaya hai…

:k:

Wah :k: