Ek teri yaad hai jo dharakti hai yahan

**
"Ek teri yaad hai jo dharakti hai yahan,
"warna seena-e-veeran mein kiya rakha hai,

"teray hi dam se abaad hai dunia meri,
"tu nahi to is jahan mein kia rakha hai,

"jo main zinda hon to ye pyar hay tera,
"warna is rooh-e-be-jaan mein kia rakha hay,**

Re: Ek teri yaad hai jo dharakti hai yahan

Itna sir na chaRhao, wo bewafa ho jae ga.