ek teray kehnay say

**apne har har lafz ka khud aaiinaa ho jaaoongaa
us ko chhota kah ke main kaise badaa ho jaaoongaa

tum giraane mein lage the tum ne sochaa hi nahiin
main giraa to maslaa ban kar khadaa ho jaaoongaa

mujh ko chlane do, akelaa hai abhi meraa safar
raastaa rokaa gayaa to qaafila ho jaaoongaa

saari duniya ki nazar mein hai meraa ahd-e-vafaa
ek tere kahne se kya main bevafaa ho jaaoongaa

**

Re: ek teray kehnay say

Waseem Barelvi.

its superb, even better when u hear it in his voice.!!!

thanx for sharing.!!!

Re: ek teray kehnay say

nice :k:

Re: ek teray kehnay say

:k: :k:

Re: ek teray kehnay say

3x :k:

ek teray khanay say kya mai bewafa hojao .. kya baat hai .. very nice :k:

thx

thx sunny

thx bheegi

ohhhhhh wowwwwwww
tumhain b samjh agayi

p.s thx

thx shab

nehe meyn ne to pereh beh nehe :hehe:

Re: ek teray kehnay say

to phr shabashi q di

seb de rehe teh meyn ne beh de deeeee :naraz: