hum dushmun ko bhi izzat ki saza daitay hain
hath uthatay nahee nuzroon sa gira daitay hain
Re: ek shair…
Wah bahut khoob selection hai :k::k::k:
Dushman ko bhi seene se lagaana nahee bhoolay
Hum apne buzargoo ka zamaana nahee bhoolay
Tum aankhoon ki barsaat bachaaye huwe rakhna
Kuch log abhi aag lagaana nahee bhoolay
Re: ek shair....
[QUOTE]
*Originally posted by Dr. Sahiba: *
hum dushmun ko bhi izzat ki saza daitay hain
hath uthatay nahee nuzroon sa gira daitay hain
[/QUOTE]
bughz e maviya shayd isi ko kehtay hain.
Zabardast:k:…
:k:
good:)