Ek Shair

**Kahan jao gay mujhay chor k main yeh pooch pooch k thak gai
Woh jawab na mujh ko day saka woh to khud sarapa sawal tha
Woh mila to sadion k baad meray lub pay koi gila na tha
Usay mari chup nay rula dia, jisay guftagoo main kamal tha
**

Re: Ek Shair

Beautiful sharing 7* :)

Re: Ek Shair

beautiful.. :k: