Paaya bhee unko kho bhi diya chup bhi ho rahay
Is mukhtasar si baat mai sadiyan guzar gayeen
![]()
Paaya bhee unko kho bhi diya chup bhi ho rahay
Is mukhtasar si baat mai sadiyan guzar gayeen
![]()
Re: ek shair
haeyy becharee shabbo ![]()
nice yar:k:
![]()
Re: ek shair
sadiyaan guzar he jaya karti hain dabay paaon ![]()
Re: ek shair
tu sadia’N keon ki koi auR dhoondh laiti na ![]()
ps ![]()
Re: ek shair
**nice one MOD ji **
sadiyan guzar gaie aor pata b nai chala ![]()
Re: ek shair
Good One Shab-e-Hijar...
Re: ek shair
w0w..
Re: ek shair
very nice description of acceptance, Shab-e-Hijr.
best,
Dushwari
***
Re: ek shair
good...
Re: ek shair
john uncle boht bore heyn ![]()
***
Re: ek shair
is vaqt to yuu.N lagataa hai ab kuchh bhii nahii.n hai
mahataab na suuraj na a.Ndheraa na saveraa
aa.Nkho.n ke dariiche me.n kisii husn kii jhalakan
aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa
mumkin hai ko_ii vaham ho mumkin hai sunaa ho
galiyo.n me.n kisii chaap kaa ek aaKhirii pheraa
shaaKho.n me.n Khayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aake karegaa na ko_ii Khvaab baseraa
maanaa ki ye sun-saan gha.Dii saKht ba.Dii hai
lekin mere dil ye to faqat ek gha.dii hai
himmat karo jiine ko abhii umr pa.Dii hai :)
Re: ek shair
^ savera hamarey pass hai na ab tu skool b jana shoro ho gaye :)
Re: ek shair
tussee samjhay nahi g, iss saari waardaat main itaa saara waqt guzra na g ![]()
PS: lambee musafat tay karnay main waqt tau lagta hay
Re: ek shair
how helpless this sher!!
but mukhtasir sa ye sher dil ko choo gaya.
Re: ek shair
OYE
mery john ko kuch nahi kahna ![]()
Re: ek shair
Shair bhi parhlena tha ghor say replies parhnay ki pari hoti ![]()
Re: ek shair
buhat khoob :k:
Re: ek shair
Buhut Aala, thanks for sharing Shab Ji
Re: ek shair
is vaqt to yuu.N lagataa hai ab kuchh bhii nahii.n hai mahataab na suuraj na a.Ndheraa na saveraa aa.Nkho.n ke dariiche me.n kisii husn kii jhalakan aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa mumkin hai ko_ii vaham ho mumkin hai sunaa ho galiyo.n me.n kisii chaap kaa ek aaKhirii pheraa shaaKho.n me.n Khayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad ab aake karegaa na ko_ii Khvaab baseraa maanaa ki ye sun-saan gha.Dii saKht ba.Dii hai lekin mere dil ye to faqat ek gha.dii hai himmat karo jiine ko abhii umr pa.Dii hai :)
wow bhai bohat khoob :) kiss ki hai?
Re: ek shair
thanks guys ![]()