aaj kall konsa gana dimagh mai atakk gaya hai ?? ![]()
Re: Ek Sawal…
tumko yaqeen nai tha meri jaan tumko hi manga hai muje:music:
i know ![]()
but
she is aasking about the song ![]()
Re: Ek Sawal...
mere deemagh mai koi khajoor ka darakht hai jo ganay "latak" jaatay haiN, anyhow kaafi achay ganay haiN, roz nya din hota hai aur aik naya gana.
Magar laRkion ko romanchik ganay sunnay say parhaiZ kaRna chahiye, iska assar acha nahi hota.
Re: Ek Sawal…
hain yeh konsa gana hai pagli?? :S
mujhe tu sawan mai lagg gayi aag se pyar hogaya hai ![]()
from woodstock villa!
Ji maaf kijiye mein aapki baat nai kar rhai thi ![]()
aur yeh gana hi hai:emmy:
samad jee maine kaha tha attakkk gaya hai …
as in stuck not lattak as in hang ![]()
tu aaj ka kya hai ??:aq:
Re: Ek Sawal…
crush crush crush ![]()
Bas hai aik gana
Dil ko yakeennahi thaa meri jaan tum miljaogi muje
Re: Ek Sawal...
^Aisha > mai awaz band kar kay ganay sunta hooN, is liye mai kuch pata nahi sakta.
yeh tum Moli Gajjar kaat rahi ho yah ![]()
kb jee yeh crush crush crush wala gana konsa hai ?? ![]()
paramore ka hai ![]()
Re: Ek Sawal...
KB zara muje bhi gajjar dena:@:
u mean Paracetamol Ka ![]()
kia zamana aagaya hai … any song frm PANADOL ![]()
yes awaz band kar kay ganay banda sun sakta hai, pause kar kay bhi, try karna kissi waqt.
Re: Ek Sawal...
kb yeh paramore kya cheez hai ?? :S
hain acha :S mai zarooor try karongi .. yeh pehle dafa sun rahi hoon is tarah kei cheez samad