ehsan saheb hum say jaltay hain.Aur is ke wajah hamari dil-kash shakhseeyat hai.Yeh hum yakeen say is liye keh saktay hain keh ehsan saheb yeh nahi chahtay the ke hum is saltanat ka hissa banein .
Yaad keejiye ehsan saheb jab aap ne humein ek martabah pehlay bhi kaid khanay main band kar diya tha magar hum apni jidd-o-johad ke sabab fatah yaad hue:jhanda:
ab wo bhi pachtatay hoon ge keh humein kyun janay(register hone) diya
Hum khule aam jang ka elaan kartay hain .koun koun hamara saath de ga is main:mad:
dekho chamach mian!! hum angraiz nahi hain ke aapko inqalab lane ka mauqa dain ge is se pehle tum dono apni zabaanain kholo hum tumhare moun main usi saib ke darakht se saib tor ke thons dain ge ab tum choke ho jao ya zinda bach jao ye tumhari qismat:chai:
hum ne malika bane baghair aalijah ko jail se nikalwaya aur tumhe jail main dalwane ki bilkul qareeb hain humain mailka ban ne ki itni khaas zaroorat nahi hai waise:shikra: