Re: ek qit’a…kuchh sawaalaat
lol…thankoo…magar hameN to yeh HaseenaayeN bin kuchh kahe aur kiye bhii taRpaa jaatii haiN…apne naaz o andaaz se, ramz o ishaare se, tanz o kinaayah se!
hameN kisii taur chain nahiiN miltaa aur vo haiN k kahtii haiN:
**
aapne hamko kabhii chai’n se jeene na diyaa
zehr bhii chaahaa agar peenaa to peena na diyaa**