Ek Pathar Se Pyar Kiya Tha. . .

****Ek Patthar Se Pyar Kiya Tha,
Dilne Jab Israar Kiya Tha,

Barso Khamoshi Se Chaha,
… Lekin Phir Izhaar Kiya Tha,

Usne Bhi Kagaz Pe Likh Kar
Chahat Ka IQraar Kiya Tha,

Apne Dukh Aur Dard Sabhi Kuch,
Mere Naam Shumaar Kiya Tha,

Dil Toota To Aankhein Ro Di,
Chain Sakoon Dur Nindein Kho Di,

Bechain Sa DIL Bola Yun!! Pathar To Aakhir Pathar Hai,
Ek Pathar Se Pyar Kiya Tha. . .

Re: Ek Pathar Se Pyar Kiya Tha. . .

:hinna:

Woh kia sher hay :cobra:

Jiss shakash nay murr kar naheen daikha mujh ko
uss shakhas kay hathon par maira naam likha tha