Ek pagal...

Ek pagal ho pagal khaanay sey chora jaa raha thaa. Doctor bol ta hai: mubarak ho, tum ko khush ho na chaahiye. Aaj tumhari rihaai ka din hai.

Pagal: Aap khush ho rahey hain? Kal tak main misr ka badshah thaa aur aaj ek aam insaan ban gaya hoon.

Re: Ek pagal...

hahaha

Re: Ek pagal...

  • Analyzes under a microscope *

Durust likhnay per yeh Younis Fan ka pankha aapki nazar. :D