Ek nazm........................................................

Mun aangun mein sher bussa hay sher mein ek driya behta hay
Jis mein chand sitaray durpun,kubhi na tootnay wala bundhan
Kubhi na bhoolna wali yaadain,tooti phooti furiyaadain
Roshan din aur jhil mil raatain
Lafz adhooray,poori baatain
Elhroon per umudtay juzbat behtay hain
Koi kahani kehtay jayain
Huray bharay pairoon per shaakain,sayaoon ki zungeer banayain
Poon sundaisay lia hoya
Naya mausam kay kushaal purinday
Pulkoon per phailay rungoon say,ankhoon mein tusweer banayain
Driya mein aflaak nahayain,under kay sub bhaid kinaray
Khultay jayain
Mun aangun mein sher bussa hay,sher mein ek driya behta hay
Driya ki lairhoon mein rustay
Rustoon meon un daikhay supnay khulay hoya hain
Khawab,dhunuk,khushboo,aur cheheray milay hoya hain
Taiz hawa mein deep sumay kay jalay hoya hain
Lekin sher kay durwaza per
Bekwabi kay dukh sukh oorhay
Janay kis ki aas mein ankhain
Neendoon ka pehra daiti hay

Thats wonderful :k:
Thanks for sharing G !

Buhat Khoob:flower1:..
:k:…

:k:

Thnaks 4 liking...........

bouhat khoob Dr.

nice....

bohat khoob, :k::k:

nice :k:

Thanks again...........

Good one! :)

zabur10 :k: