ek naGhma aur anek aawaazeN...Talat Mehmood, Saleem Shahzad and Iyer sing Rafi's song

**Hi,

Rafi’ saaHab marHoom kaa yeh naGhma mujeh bahot pasand hai jise Tala’t MeHmood, Pakistan ke Saleem Shahzaad aur Jyotiram Iyer ne ba-taur Khiraaj-e-'aqeedat gaayaa hai. aap bhii samaa’at farmaaiye:**

MoHammad Raf’i saaHab kii aawaaz meN

Tal’at meHmood saaHab kii aawaaz meN

Pakistani mutrib Saleem Shehzaad saaHib kii aawaaz meN

Jyotiram Iyer saaHab kii aawaaz meN

Iyer saaHab ko sunnaa na bhooliyegaa…Khaas taur se iKhtitaam per jo alaap lagaayaa hai…zabardast taan kheeNchii hai :slight_smile: