Ek Naam Tumhara Likhna Hai

**
EK naam tumhara likhna hai ,
ek naam hume ban jana hai ,
kuch batien tumse karni hain ,
kuch dil ka haal sunana hai ,
chupke se jo mangi hain ,
un duaon mei tumko pana hai ,
tum rooth k mjh se na jao ,
mujhey saath tumhara pana hai ,
tum laot k wapis ajao ,
mjhe APNA tumhe banana hai !!
**

Re: Ek Naam Tumhara Likhna Hai

Wah …:k:

Re: Ek Naam Tumhara Likhna Hai

khoub janab

Re: Ek Naam Tumhara Likhna Hai

Very nice. :k: