Dbaa lete hain dil mein vo apne jajbaat yaroo
Band kar lete hain lab karni ho jab mulaqaat yaroo
Mulaqaat ke din na jaane kitne nikal chukke
Rok lete hain kadam jab karni ho mulaqaat yaroo
Aaye ho tum har pal ye gumma hota hai
Dard-e-dil dil mein mere jwaa hota hai
Ek tadap si paida ho kar ashq behte hain
Jab bhi tu mere choche se rvaa hota hai
Shab badal jaate hain peyaam badal jaate hain
Yu to mehfillo mein aksar jaam badal jaate hain
Aapke deewane ne wfaaein bhi ki jmaane se chupakar
Magar haseen chehre Nigaah shareaam badal jaate hain