Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko...

**
Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko…!!!
Meri Chahat ka taqaza hai BHULA do mujh ko…!!!

Bewafa keh k mujhay ISHQ main ruswa na karo…!!!
Kon kehta hai k mohabbat ka SILA do mujh ko…!!!

Lab pe shikwa hai na hai koi SHIKAYAT dil main…!!!
Mohabbat ki thi kabhi iski SAZA do mujh ko…!!!

Zindagi kese katay gi? mujh ko MALOOM Nahi…!!!
Kaash Dil sy kabhi MARNAY ki DUA do mujh ko…!!!**

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko…

sadistic loog :hinna:

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko…

**Lab pe shikwa hai na hai koi SHIKAYAT dil main…!!!
Mohabbat ki thi kabhi iski SAZA do mujh ko…!!!

:k:
**

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko...

**Bewafa keh k mujhay ISHQ main ruswa na karo...!!!
Kon kehta hai k mohabbat ka SILA do mujh ko...!!!

To phir ye rona dhona aakhir kis liye?
**

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko…

Har nazar hoti hai khud apne he dil ka aaina,
jis ne dekha jis nazar se us ne us tarah jaana mujhe…!!!

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko...

Rona dhona nhi........
koi gila kry to jawab to dyna perta hy........

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko...

true

Re: Ek muddat ki mohabbat ki SAZA do mujh ko...

^thanx