Dabba
1
jis ke khuwab pooray hone say pehlay hi toot gae
coming to the point i cant make any more multis:crying:
yeh zulm hai
haina??


Hum sab multis ehtejaaj klarien ge..
aaj yeh zulm mujh pe hua hai kal aap pe ho sakta hai:naak:
utho jagoo multi chadii kahin ke:hayaa:
ehsan
4
Re: ek mazloom multi
Tello, Tello kiss nay yeh zulm kya aap per aur aap kay already 10,000 nicks koh bharnay say rok diya. Mujhey lagta hai yeh Khumar kee shararat hai. 
Re: ek mazloom multi
ehsan bhai, is it who I think it is :D
Dabba
6
Re: ek mazloom multi
yeh WAQAI main zulm hai
aur khumar aaisa nahi karti:@:…mere itnay nick nahi hai:crying:
Dabba
8
Re: ek mazloom multi
:odabba main rehnay do
dabba ka dhakan na hatao:vivo:
Re: ek mazloom multi
I want people to see what's inside the box :@:
Dabba
10
Re: ek mazloom multi
kyun zulm kar rahe hai??mere multi kabhi kisi ko kuch nahi kehtay becharay masoom nhain:S

ander bhaow hai
Re: ek mazloom multi
And you know if Bhaow is caught, then there is no chance of Miz Bhaow escaping 
Khumar
12
Re: ek mazloom multi
aap hum par laakh ilzaam lagain, hamari public in ilzaamon par kabhi bhi nahin yakeen karay gi 
Dabba
13
Re: ek mazloom multi
Khumar:@:
pata hai agar Ganja-Mota aaj yahan hamaray damiyaan hota to kya hota?
Bhaow kaata bhi hai
_Iraj
14
Re: ek mazloom multi
zulm sehanay wala bhe zaalim hota hey
Dabba
15
Re: ek mazloom multi
zulm sehanay wala bhe zaalim hota hey
:@:maine to isi liye ehtejaaj kiya
zalim samajh hum multis ka gala ghontna chahti hai:(
Khumar
16
Re: ek mazloom multi
Khumar:@:
pata hai agar Ganja-Mota aaj yahan hamaray damiyaan hota to kya hota?
to log poochtay keh yeh ganja-mota kis ka multi hai
Dabba
17
Re: ek mazloom multi
nahi 
:(Ganja mota to ganji moti mil jati Valentines day pe
Khumar
19
Re: ek mazloom multi
abhi ganji moti bhi aye gi? 