ek khuwaab

:hmmm: kal hum ne khuwab main dekha keh hamari shaadi ho rahe hai
magar hum os shaadi say khush nahi hain.Magar hum majboor hote hain .Na nahi keh saktay.

:hmmm: kaisa khuwaab tha yeh.Hum apni shadi say khush nahi hai ,thori ajeeb baat hai

:shikra: is khuwaab ke tabeer kya ho sakti hai?

Re: ek khuwaab

nai

es ka metleb ye hoa u ke shade nehe ho ge :barbie:

Re: ek khuwaab

iska matlab ye ke aap us larki ka jis se aapki shadi ho rahi thi uska sar kalam karwa dejiye

:hmmm:

:cb: eger wo koe gs ke hoe pehr :hehe:

Re: ek khuwaab

:hayaa:

par kia faraq parta hai ab aalijah ki jaan to churaani hai naa us se :smiley:

:smiley:

Re: ek khuwaab

flooder e azam....
apki jaan me panha (duno how its said)

magar app kese hein jaa panah
ZILL E ILAHI ap hume yaad arahi

o mera matlab arahE the