ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

https://scontent-a-lhr.xx.fbcdn.net/hphotos-frc1/p480x480/422749_342373809187084_833562705_n.jpg

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

iss ke halqe nahin pade... khoob bneenden kar rahi hai

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

han yi sahi kaha ap ne kitne ghour se dekhte hein :blush:

me to raat b 4 bajt soe thi
ap nahi thy gs

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

:emmy: subh office nahin aana hota jo raat 4 baje tak GS pe rahen

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

neendein pori nahi hoin...tabhi sar bandha howa hai

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

wig ghar bhool aai hai, muhtarma

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

haan..neendein pori na hon to insan ganja bhi ho jata hai

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

mujy daraen na 9 bajy hi so jaya karungi :cb:

kal b 4 bajy soe thi

Re: ek khawab ki aankhon ne kia khob saza paai

4 bajay tak kia ho raha tha malangni

:k: