Ek katore pani ki qeemat

Meri zameen per
ek katore pani ki qeemat
so saal wafa hai

aao! hum bhi pyas bujhaen
zindagyon ka sauda kar len

By: Ataa Shaad

Re: Ek katore pani ki qeemat

Ek katore pani ki kimat tum kya jaano chunni babu…:hehe:

Asif the baby kidhar hai aajkal?

Re: Ek katore pani ki qeemat

lols. Asif siyasi jalson main ja kar income bana raha hai aur muft ki biryani khata hai. Subh main Noon League ki jalse main shaam main PTI ke.

Asif ka naara: be-waqoof banae walon ko topi pehnana hai, biryani bhi khani hai paise bhi kamana hai