ek ghazal!!!

**salaam Adeel saaHib,

aapkii pesh karda Ghazal nazar navaaz hui aur paRh kar bahooot lutf_andoz huaa...shukria share karne ke liye. shaa'ir kaa naam agar ma'loom huaa kare to plz likh diyaa kijiye. sabhii ash'aar bhale lage Khaas kar pahlaa aur teesra.

kuchh kitaabat kii Ghalatiyaan haiN jise maiN correct kiye detaa huN in red ink. dekh lijiye plz.

Allah Haafiz
_______Hashmat**

<!--Session data-->