Ek Ghazal...

**
Teri Yaad Ko Main Jaganay Laggi Hoon
Khud Apni Faseelain Giranay Laggi Hoon

Simat Ker Na Simtain, Wu Kia Faslay Hain?
Jo Ab Doriyan Hain Mitanay Laggi Hoon

Khuddi Ki, Anna Ki Hay Bay-Kaif Jang Joo
Main Apni Safar Say Ghattanay Laggi Hoon

Main Kirnoon Say Daman Sajanay Laggi Hoon
Kay Zakhmoon Ko Apnay Jalanay Laggi Hoon?

****Wu Anjanay Rishtay, Wu Rangeen Sapnay…
Baharoon Main Gher Phir Bananay Laggi Hoon

Wu Kamil Hay Munsif Hay, Sub Janta Hay…
Ussi Ki Atta Say, Main Jeenay Laggi Hoon

Fara**

Re: Ek Ghazal...

Wu Kamil Hay Munsif Hay, Sub Janta Hay...
Ussi Ki Atta Say, Main Jeenay Laggi Hoon

Wah kiya baat hai khush rahoo

Re: Ek Ghazal…

…nice…innocent…!
keep writing…! :k:

Re: Ek Ghazal…

Very nice :k:

Re: Ek Ghazal...

Nice work!!