Re: ~Ek Ghazal~
Aaaj Saroo nahi hay …
Khair… Thanx! Achay bachay lertay bhee nahi hein, Apka muhtarma kehna aisay lagga jaisay aap ghussay mein ler ray huu..
sowey…
Re: ~Ek Ghazal~
Aaaj Saroo nahi hay …
Khair… Thanx! Achay bachay lertay bhee nahi hein, Apka muhtarma kehna aisay lagga jaisay aap ghussay mein ler ray huu..
sowey…
Re: ~Ek Ghazal~
Aisa kerein GS per ek Press Conference munakid kerein apnay wazahati bayan k liye… Log aapki humm ka background tu jan leingay… her bar apki paker huti hay…
Re: ~Ek Ghazal~
Press Conference velayat main hoti hogi ......... hum tehray Desi.
Re: ~Ek Ghazal~
Sehra, badal, derya sub he chaan lia
Mil jaoo - ab aap he humko manana bhee
bouhat khoob… :k:
Re: ~Ek Ghazal~
Very Nice **
**thanks for sharing
Re: ~Ek Ghazal~
Hmmmmm Nice Ghazal fara
Re: ~Ek Ghazal~
Guftagoo main dakhal andazi ki ma’azrat chahta hoon.
magar kiya karoon itni muzmahil urdu parh kar ruk na saka…
waisay agar Azad bhai Desi. hain to phir velayati kaisay hotay hoon gay
Re: ~Ek Ghazal~
aakhri line ma’ane k lehaaz say mukammal hay
kuch lafzoon ki choice change ho sakti hay…
Re: ~Ek Ghazal~
Mohtarmaa ko mohtarmaa na kahoon to kiya kahoo’n ![]()
Re: ~Ek Ghazal~
I guess it is too formal… mainay socha tanz ker rahay hein..![]()
Re: ~Ek Ghazal~
*Thanx very much Innocent bhai, Nakhan and Abdullah. *
Re: ~Ek Ghazal~
Hmmm Mmmmm Hmmmmm, bat ghore kay kabil hay Nakhan…![]()
Re: ~Ek Ghazal~
Go ahead, Do it..
Re: ~Ek Ghazal~
Ok Bibi ji ab mohtarmaa naheen kahoonga ![]()
Re: ~Ek Ghazal~
Shabash…