Raat Ke Sannatey Main Hum ne Kya Kya Dhokey Khaaye Hain
Apnaa Hi Jab Dil Dhadkaa To Hum Samjhey Wo Aaye Hain
Sooni Galyaan,Band Jharonkey Ya Phir Gham Ke Saaye Hain
Chaan Sitaarey Nikley Hain Lakin Merey Liye Kya Laaye Hain
Jis Din Se Tum Bichhad Gaye Ye Haal Hai Apni Aankhon Ka
Jaisey Do Baadal Saawan Ke AApas Main Taraaye Hain
Ab To Raah Na Bhoologey Tum,Ab To Hum Se Aan Milo
DEkho Hum Ne Palak Palak Par Sau Sao Deep Jalaaye Hain
Haae QATEEL Is Tanhaai Main Kya Soojhi Hai Mausam KO
Jis Din Se Wo Paas Nahin Us Din Se Baadal Chhaaye Hain …
Swera
2
Re: Ek Ghazal aap k liye
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
Sooni Galyaan,Band Jharonkey Ya Phir Gham Ke Saaye Hain
Chaan Sitaarey Nikley Hain Lakin Merey Liye Kya Laaye Hain
....
[/QUOTE]
bohat khoob.
Re: Re: Ek Ghazal aap k liye
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
bohat khoob.
[/QUOTE]
Thanx Swera Jee :)
Re: Ek Ghazal aap k liye
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
Raat Ke Sannatey Main Hum ne Kya Kya Dhokey Khaaye Hain
Apnaa Hi Jab Dil Dhadkaa To Hum Samjhey Wo Aaye Hain
Sooni Galyaan,Band Jharonkey Ya Phir Gham Ke Saaye Hain
Chaan Sitaarey Nikley Hain Lakin Merey Liye Kya Laaye Hain
Jis Din Se Tum Bichhad Gaye Ye Haal Hai Apni Aankhon Ka
Jaisey Do Baadal Saawan Ke AApas Main Taraaye Hain
Ab To Raah Na Bhoologey Tum,Ab To Hum Se Aan Milo
DEkho Hum Ne Palak Palak Par Sau Sao Deep Jalaaye Hain
Haae QATEEL Is Tanhaai Main Kya Soojhi Hai Mausam KO
*Jis Din Se Wo Paas Nahin Us Din Se Baadal Chhaaye Hain .... *
[/QUOTE]
Hai to kuch aisa hi.... anyway, nice words Dost
*Jis Din Se Tum Bichhad Gaye Ye Haal Hai Apni Aankhon Ka
Jaisey Do Baadal Saawan Ke AApas Main Taraaye Hain *
Wah :biggthumb
Thanx KhamoshNigahein and Golden_Scorpion :)
Azad
16
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
Thanx :)
[/QUOTE]
bhai woh to hum nay choorni kay aghay peechay XX daikh kar khhob kaha tha :D
lol wese na, jawab mein ne aap k baad diya tha 
Azad
18
aap nay bhi tu humain daikh kar aisi tthanddi aah bhari ...keh baraf bari ka guman honay laga :D
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
bhai woh to hum nay choorni kay aghay peechay XX daikh kar khhob kaha tha :D
[/QUOTE]
hmmmm tu phir kartay rahain wah wah