hazaaron mushkilein hain… <O:p</O:p
doston se door rahne mein
magar ek faaidaa hai!..<O:p</O:p
peeth par khanjar nahin lagtaa…..
hazaaron mushkilein hain… <O:p</O:p
doston se door rahne mein
magar ek faaidaa hai!..<O:p</O:p
peeth par khanjar nahin lagtaa…..
Re: ek faaidaa
acha hai....lakin is mozo pay hazaroon shair hain :)
dekha jo kha k teer kameen gaah ki taraf
apnay he doston say mulaqaat ho gayee......
Re: ek faaidaa
thanx 4 likeing urz iz nice too ...
khanjer se kero baat na talvar se poocho…
Re: ek faaidaa
Kis tarhan khaya hai dhoka, kiya bataoon may tumhay....
dostoon k mashwaray thay, sazishoon k sath sath....
dost hotay he bewafa hain :p
Re: ek faaidaa
Aap dono koh apnay dost badal lenay chahiye. :D