KhooN k DhaaBay dhulain Gay kitne barsatoN k baaD…
.......
Re: ek Duah - Unity, The Need of Time ...
mujhay samajh nahee aati keh kia dushmaniyan hai in mazloomoun ki jin ko khane peenay tak ki cheezin nahee milti..
Allah un logoun ko jald apni anjaam tak laye jo yeh shamakay karwatay hain, jo in main shamil hain. Na hi yeh musalmaan hain, na hi kissi watan keh..
Allah sab mutasereen ki madad farmaye, aur un sab ko sabre jameel aata karay jin keh jaani nuqsanaat huway hain, aur jo zakhmi hian unko jald as jald sehet yaabi aata farma..
Aoo GS. sab mil keh dua karain, SIRF AIK MIN KEH LIYE, APNAY DIL MAIN JHAANKO AUR KHUDA SAY DUA KARO AMAN KI, SALAMATI KI, MOHABBAT KI, KHUSH HALI KI..! Sirf AIK MIN..!
Ameen
Re: ek Duah - Unity, The Need of Time ...
Aamin . . .
Your post brought tears in my eys . . .
Nice Sharing . . .