Dania
1
**
Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Naseeb hon khushiyaan tumhain tum khush raho sada
Tumhain rahat milay , tumhain chahat milay
Tumhain saray jahan ki muhabbat milay
Jahan main sab say hon achay tumharay naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb
Tumharay dil ki har aarzoo poori Khuda karay
Tumharay chahnay walon ko kabhi na juda karay
Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyan
Dua hay bas tumhain kabhi gham na milay yahan
Allah tumhari zindagi ko char chand lagye
kyun k zindagi se barh ker or koi sheh nahin
“Zindagi” hai to sub kuch hai na ho to kuch bhi nahin.
**
Re: ek Duaa
[QUOTE]
Originally posted by Dania_2000: *
*
Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Naseeb hon khushiyaan tumhain tum khush raho sada
Tumhain rahat milay , tumhain chahat milay
Tumhain saray jahan ki muhabbat milay
Jahan main sab say hon achay tumharay naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb
Tumharay dil ki har aarzoo poori Khuda karay
Tumharay chahnay walon ko kabhi na juda karay
Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyan
Dua hay bas tumhain kabhi gham na milay yahan
Allah tumhari zindagi ko char chand lagye
kyun k zindagi se barh ker or koi sheh nahin
"Zindagi" hai to sub kuch hai na ho to kuch bhi nahin.
**
[/QUOTE]
Beatiful thx 4 sharing !!!
kaash hamarai liyai bhi aisi dua kerai koi Kitni achee dua hai khuda qabool kerai