Haar qadam per paya hai dhoka zindagi kay saath
Saya bhi chorh kar chal diya ajnabe kay saath
mohabbat kay bhi mizaaj badaltay rahtay hain
aaj dost miltay hain magar beyrukhi kay saath
kyun hur khushi kay saath miljata hai dard
meri ankhain roti hain meri hansi kay saath
ek din tumhien alvida keh jaongi
kardena mujhe rukhsaat khushi kay saath
Reya kaare kay sajday maqbool nahi hotey
bandoon! na karo mazak bandagi kay saath .
Amal
3
Re: ek din tumhien alvida keh jaongi .
bohat khoob Anchaal:k:…nice choice.
ASA
4
ek din tumhien alvida keh jaongi
kardena mujhe rukhsaat khushi kay saath
Chalte.... chalte .... mere ye geet yaad rakhna
kabhe alvida na kehna..
kabhe alvida na kehna..
Nice, ** Anchaal ** thanks for sharing :-)
kyun hur khushi kay saath miljata hai dard
meri ankhain roti hain meri hansi kay saath
zabardasttt!!..:k: