ek deewaanay ki khawaahish hai
k mehbooba uskay kandhay par
apna sir rakh lay
haaey kitni pyaari baat hai
dil main dharkan lagaanay waali baat hai
kisi kay dil ko dilaasa denay wali baat hai
apnay jasbaat kholnay wali baat hai
apnay dil main mohabbat bharnay wali baat hai
koee tumay bhi chaayay, yeh aisi koee baat hai
ek mohabbat ki baat hai
ek gazab ki baat hai
aise hi baat har dewaanay ki baat hai
koee kisi ko chaahay
aur vo usko ya kisi aur ko chaayay
par mohabbat zaroor ho jaye
kuch aisi-waisi baat hai.
hai na?