Re: Ek Bhasha, Do Likhawat
her mulk ke education system me kuchh baate chhupai jati hai kuchh paRhai jati hain..
ab hamare haan ke syllabus me bhi muslim freedom fighters ko kahan zyada jagah di gayi hai bus urdu schools ke syllabus me hota hai thora bahot