Ek Aur Daur Ka Wo Taqaaza Kidhar Gaya

Ek Aur Daur Ka Wo Taqaaza Kidhar Gaya
Umde Huye Wo Hosh Ke Dhaare Kahaan Gaye

Uth Uth Ke Baith Chuki Gard Raah Ki
Yaaro Qaafile Thake Haare Kahaan Gaye

Betaab Tere Dard Se The Chaara-Gar “Hafeez”
Kya Jaaniye Wo Dard K Maare Kahaan Gaye…??

Re: Ek Aur Daur Ka Wo Taqaaza Kidhar Gaya

Nice one PK :k: