Just read this beautiful ghazal … thought to share few lines with you all …
Ek arsa huwa tark-e-muhabbat keye huwe
Is tarah bhi kaash … na jeeya karay koi
Khalwatoon mein bhi ussay sochta raha
Is tarah bhi kaash … na wafa karay koi
Sitaray bhi thak gaye jo thay sath raat bhar
Is tarah bhi kaash … na paimaan karay koi
Dil aanso’oun ke beech ek din doob jayega
Is tarah bhi kaash … na fugaan karay koi…