Re: EK ALAG ANDAZ SE******GS KE SAB DOSTON KE NAAM
waah, s**ubHaan Allah. bahot umda zaKheera hai aapkaa...lutf aa gayaa...'akkaasii bhii be-misaal, laa-jawaab.
pahlaa band paRh kar mujeh ek gaana ayaad aa gayaa...in donoN meN kis qadar mumaasilat-e-Khayaal o bayaan hai...aap hii faisla kareN. is men hero jo gaa rahaa hai gaanaa vo Hrithik Raushan ke dad Rakesh Roshan haiN...lol**
aap ke is qadar mohabbat se labrez ilfaz ik nayi tawanaii aur hosla de gaye...main ne cheez aap ka mamnoon o mashkoor hoon...