Assalamualykum dosto…2009 ka ikhtimam qareeb hai…aap sab ke liye meri most fav poetry
images ke sath…umeed rakhta hoon ke aap sab dost is kavish to pasand farmayen ge…
Good Ones SaQi..:k:
**waah, s****ubHaan Allah. bahot umda zaKheera hai aapkaa…lutf aa gayaa…'akkaasii bhii be-misaal, laa-jawaab.
pahlaa band paRh kar mujeh ek gaana ayaad aa gayaa…in donoN meN kis qadar mumaasilat-e-Khayaal o bayaan hai…aap hii faisla kareN. is men hero jo gaa rahaa hai gaanaa vo Hrithik Raushan ke dad Rakesh Roshan haiN…lol**
Re: EK ALAG ANDAZ SE******GS KE SAB DOSTON KE NAAM
very nice
**THNX 4 SHARING … SAQIJANI… ![]()
ITZ REALLI BEAUTIFUL…
**
Re: EK ALAG ANDAZ SE******GS KE SAB DOSTON KE NAAM
aap sab ka bohot shukria...aryaan, jaanu, khalil khan sahib, TN, adeel
Re: EK ALAG ANDAZ SE******GS KE SAB DOSTON KE NAAM
waah, s**ubHaan Allah. bahot umda zaKheera hai aapkaa...lutf aa gayaa...'akkaasii bhii be-misaal, laa-jawaab.
pahlaa band paRh kar mujeh ek gaana ayaad aa gayaa...in donoN meN kis qadar mumaasilat-e-Khayaal o bayaan hai...aap hii faisla kareN. is men hero jo gaa rahaa hai gaanaa vo Hrithik Raushan ke dad Rakesh Roshan haiN...lol**
aap ke is qadar mohabbat se labrez ilfaz ik nayi tawanaii aur hosla de gaye...main ne cheez aap ka mamnoon o mashkoor hoon...