salaam dosto,
ummeed hai k mizaaj-e-giraamii ba_Khair o 'aafiyat hoNge.
Momin KhaN “Momin” ke is she’r meN unke ek dost kaa naam chhupaa hai…kia aap bataa sakte haiN k unke in dost kaa kia naam thaa?
**
bane kiunkar k hai sab kaar ulTaa
ham ulTe, baat ulTii, yaar ulTaa!**
Mehtab Rai
you GOT it! magar mere Khayaal se unkaa naam sirf MAHTAB hai...Rai nahiiN kiuN k YAAR kaa ta'alluq KAAR se hai
bane kiunkar k hai sab kaar ulTaa
ham ulTe, baat ulTii, yaar ulTaa!
...i'm NOT sure though...when i saw the quiz for the first time and i answered as just MAHTAB, the quiz organizer said it was the right answer...your reply definitely makes sense. :)