Kabhi tow acha sowda kerr payeye ga wohh, kabhi…
Ehsas keye taarazzoo ka pelra betha tha, aik baar iss ka
Kiya bhao lagaiya, tu!
[munafa](file://\munafa) kaisa ghatheye mey, iss neye kumaya?
pechan ko unjaan jaan ker
jot ki reet ka showk seey tama jo kiya - Uss neye
afsos, aik shafaaf lerzish ko peghalteye dekh ker
bohet nasha diya, bohet beye hosh howa - wohh
ai ba hosh isnaan
wohh kereye ga aisa bhee aitebaar ka sowda
kahan seye iss ka khasara poora kiya jayeye
iss ki kathir -
iss ki mundi ko kiya naam diya jaeye?
Re: Eitebaar ka sowda
nice
Re: Eitebaar ka sowda
thanks, Addie.