Hasna Mana hai janab …
"Log kehtay hain kayamat kay din marr jaeen gay
Hum bhi bohot chalaak hai,mangi thallay war jaeen gay
Wo ankh bari pyaari thi jo hum nay usay mari thi W
o sandle bari bhari thi jo us nay hamay mari thi
Mera dil para hai loose Is ko matt karo tum use
Warna parain gay tum ko shoes “Sahib Zaday kiya karte hain”
Larki Waloon ne poocha “Jab dekho farigh phirte hain ya tambako pite hain”
Larkay ki amman yeh bolin…
kam kare us ki joti “do bhai bhatta lete hain–abba khair se daku hain”
nakam muhabbat ka har eik dukh sehna
har haal main anjam se darte rehna
Qudrat ka barra anjam hai … mehbooba ki olad ka “mamoon” kehna!
Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon
ghar main hain filhal jitne bhi
purane jote aap bhi jake badal
lain main badal aya hoon or bhi chizain lut
chuki hain dil ke sath yeh batayen doston ne
ishq farmane ke baad is liye kamre ki eik eik
chiz check karta hoon main “eik tere ane se pehle eik tere jane ke baad” ![]()