Eik Sawaal..

Re: Eik Sawaal..

pangy lena band karo warna nazdik ki bhi ho sakti hai

Re: Eik Sawaal..

perdy main dekha to dil sy ah nikli

perda utha kah dekha to kali siah nikli

ab khud batao baghair dekhy huwa ho ga dekha kah hota to kali siah nah hoti

Re: Eik Sawaal..

main ne kab aor kis k sath liya panga :eek:

Re: Eik Sawaal..

u from islamabd or canada

to lia kis kah sath lah lia na bijli kah sath

Re: Eik Sawaal..

me from islamabad :@:

bijli hoti e nai tu kaya panga laina us k sath :@:

Re: Eik Sawaal..

me 2 from islamabd

pangy lety raho jhatla laga to patha chal jy ga bijli hai

Re: Eik Sawaal..

:-)

nai i am not panga laine type wala larhka :@:

Re: Eik Sawaal..

property ..... :D

Re: Eik Sawaal..

sharam kar sarmad lalchi kaheen ka

Re: Eik Sawaal..

lalchi nhi hoon , i m future oriented … :meeno:

Re: Eik Sawaal..

bad main patha chala u ko kah uss kah pass koi property nahin to

Re: Eik Sawaal..

tou doosriii shadi :wink:

Re: Eik Sawaal..

shabash

Re: Eik Sawaal..

g depend karata hi ap k nazdeek mohabbat kia mean karti hi?time pass ,dating,love letter,sms blaa bala blaa

Re: Eik Sawaal..

mere nazdeek none of them :-)

Re: Eik Sawaal..

:omg:
hmarey khiyalat kitney miltey jultey hain Sami bro :omg:

Re: Eik Sawaal..

pata nahi :bummer:

Re: Eik Sawaal..

bewaqoof ka kia jub marzi ban jy ya bana dy

Re: Eik Sawaal..

Jub aqal par pardah par jay :cobra:

Re: Eik Sawaal..

apka avi dekh kar b ho sakti hai :omg: