Eik Sawaal..

Re: Eik Sawaal..

IS chachi thori bht baki hai abhi :p

Theway: woh gf/bf wali na

Re: Eik Sawaal..

wo tu sukar karoo k Pakistan se dafa ho ge warna ye thori bohat b na rehti :@:

Re: Eik Sawaal..

:rotfl: abhi abhi to aye hain wapas pk se :wink:

Re: Eik Sawaal..

isi laiye tu kam hoi thi :@:

Re: Eik Sawaal..

lakin iss mohamat ki behti ganga main kia aqalmand bhi bewaqoof bana betha hai

mohabit bewqoof sy zaidah aqalmand karty hain

bewaqoof to khud ko nahin janta mohabat ko kaisy jany ga

Re: Eik Sawaal..

:@:

Re: Eik Sawaal..

IS iss main ankhain phar phar kah dekhny ki kia bat hai

tum aqalmand ho ya bewaqoof

Re: Eik Sawaal..

wo aap k danish-mandana aqwaal readne k baad meri ankien khul gai :@:

main dono :@: liken zaida bewaqoof

Re: Eik Sawaal..

hehehe

Re: Eik Sawaal..

ab aap ne hehehe kyo kiya :@:

Re: Eik Sawaal..

aap kah had sy zaida aqalmand or bewooq hony per

Re: Eik Sawaal..

yeh nahin janty kia jo had sy zaidah aqalmand hoty hain asal main wo he to asal bewaqoof hoty hain

Re: Eik Sawaal..

main ne kab apne aap ko had se zaida aqalmand kaya :@:

Re: Eik Sawaal..

i said k main zaida bewaqoof hon aqalmand nai :@:

Re: Eik Sawaal..

acha fir theek eh

Re: Eik Sawaal..

:@: ji :@:

Re: Eik Sawaal..

muhabat just feeelings ka naam ha jo dekh k nahi hoti bas ho jati ha.. aur pata b nahi chalta

Re: Eik Sawaal..

dooor nazdek donon nazar kamzoor hain kia

Re: Eik Sawaal..

nai sirf door ki hay filhaal :@:

Re: Eik Sawaal..

kia mutlab ughar dekh kar nahin hoti to phir kiun kahti hain pehli nazar main, pehli bar dekha to mohabit ho gai

feeling bhi tub hee ati hai jub kisi ko dekho to

beghair dekhy to gadhy sy kiun nahin hoti mohabit