ehsan
1
**Suntey hain kay mil jatee hai hur cheez dua say
eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
duniyaq bhi milee hai ghum-e-duniya bhi mila hai
woh kyun nahin milta jisey maanga tha Khuda say
Ae dil tum unhein dekh kay kuch aisay tarpana
aa jaye hansee unko bethein hain khafa say
jub kuch na mila hath duaon koh utha ker
phir hath uthany hee pare hum koh dua say
Tum samnay betho ho to hai kaif kee barish**
**woh din bhi thay jub aag barsate thay ghutta say
**
LP
2
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
niceee
Jantay Hain Nahi Milo Gy Tum..
Dil Ki Khatir Hee Khawab Dikhla Do..
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Bohat Umdah…:k:
woh Q nahin milta jisey maanga tha Khuda say
ehsan
4
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Aap toh aaj kul bauhat shairana hotee ja rahee hain. 
LP
5
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Temporary daurey partey hain shayeri ke mujhey:hehe:
LP
6
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Kaatib-e-Taqdeer sey kya SHIKWAA aey Dil-e-Nadaa’n
Jab har shay ney mit jaana hai tou phir KHAWAISHEIN kaisi..!!
ehsan
7
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
iss daurey koh jaree rahein.
ehsan
8
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Kya baat hai, wah. :k:
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
Very nice. Allah aap ki dua qabool kare :)
ehsan
10
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
dektey hain. 
LP
11
Re: Eik roz tumhey maang kay dekhein gey Khuda say
lets see kub tuk rehta hai

Aameen
Meri bhiii:emmy:
ehsan
12

acha jee :@: