Salaam ALL …eid Mubarak…!! Sab ko kitni Eidi mili? Milli bhi k nahin?
Mil gaye tu yahan jama karaoo lolzzzzzzz…waisay kitni jama hui..???![]()
Salaam ALL …eid Mubarak…!! Sab ko kitni Eidi mili? Milli bhi k nahin?
Mil gaye tu yahan jama karaoo lolzzzzzzz…waisay kitni jama hui..???![]()
Re: Eidi Time…
jis ko dekho eidi ke peche para hai
nai mili mjhe
Re: Eidi Time…
haan aaj kal logh kanjoos hogaye hain na mujhe bhi nahin mili …Ghussa kyo horahay Ho DM …!!
Re: Eidi Time…
Bhut mili ![]()
Eid Mubarak to u as well ![]()
Re: Eidi Time…
kyo k main mang rahi hu na eidi DM se ![]()
nahi deh raha :@
Re: Eidi Time…
Waleed mujhe do na Thori si …
Teri nazar …DM eidi denay per ghussa?
Re: Eidi Time…
Bachon se Eidi nhe mangtay ![]()
Re: Eidi Time…
kanjus bana hai DM…
Re: Eidi Time…
mujy es dafa thori mili
Re: Eidi Time…
mjhe kisi ne nahi di na lamhay
isi liye gussa oper se yeh anty mjhe se eidi mang rhi hain ![]()
Re: Eidi Time…
per tumhari tasveer main tu aik NANGA PEHALWAN hai? bacha tu nahi ![]()
Re: Eidi Time…
Mehngai ka zamana …
Re: Eidi Time…
mujhei bouhut saari eidi milli .. mein kissi ko naye doon gi
Re: Eidi Time…
Tasweer sab kuch nhe kehti ![]()
Apki avi mei quaid e azam hai phr ![]()
Re: Eidi Time…
DM >>>> CHALLO hum logh WALEED OR RABZZ SE LETAY HAIN inko zayeda mili hai ..
Teri nazar >>>>>> jab mili nahin tu kahan se dey ga eidi?
Rabzz>>>>>>>hamay bhi do na…
Re: Eidi Time…
tu phir main quaid ki ashiq hoon ![]()
Re: Eidi Time…
haan yeh sahi lamhay
rabzy mjhe degi bht sari hai na ![]()
Re: Eidi Time…
nahi … eidi meri hein … mein kissi ko naye doon gi
Re: Eidi Time…
tu zyada milni chahea na
Re: Eidi Time…
mein naye deine wali