eid

hilal eid b nikla tha wo b aaiy thay
magar unhi ki taraf thi nazar zamany ki

Bahut khoob **Kamal** ...:k:

Hum ne pardes mein kee chaand ko yeh takeedain
Un se kehna ke unhain laakh mubarak Eidain …


wah arif G

hilale eid ko deko to rok lo aanso
jo ho sakay to muhabbat ka ihtiram karo

Nice ...:k:

Eid ke chaand ki maan’ind huwa hai ab tau
Haye woh shaks ke har roz mila karta thaa …


zabardast

hilale eid ko deko to rok lo aanso
jo ho sakay to muhabbat ka ihtiram karo

Gum tu ho jaoon Eid kay haseen lamhaat main
Magar shart ye hai kay tera saath hoo.......