Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)
Mujhay Manto ka Aik Afsana yaad aa gia jis maiN likha hay Muree key nights k baray maiN “Itni dair maiN aik Faqeer key guddari say nikal kar kuta bhaga” jub maiN nay chaan been key to maloon howa sardi key wajah say udher ghareeb faqeer kutay bileon ko sath lay kar sotay hain ![]()