Eid to bas hai roz-e-awal ki terha roshan
:k:
Bas Hum he hain ab kisi aur zamanay kay
Na local ‘Born’ hain, na duniya-e-sani kay
Eid per he lagta hai zoor halwa khanay mai ![]()
Nahi nazer atta koi bhekari fakir khairat lainey ko
bas hum he hain ab khiratat laitay ainaa dekh ker
Ab ki baar eid mai duur esharay say galay lagana ![]()
Naya dour hai bhai tum “Gay” nahi hum ko samjhna ![]()
maasti bohat ho gaye Tahir ab zara hosh ker lo
Zamany ki nazer hai ab tum per kaat khanay ko ![]()
Tahir