**PS:Apni Eid Mubarak videos bhi share kijy:bb:
**Re: Eid Mubarak!
Log Eid kerty hain Eid gahon main
ashiq ki Eid hy mehboob ki nigahon main:wink:
Re: Eid Mubarak!
Namaz fil Nigaahe-Mehobob ka ulat anjaam hotaa hai
salaam pehlay kertay hain to phir qayaam hotaa hai
wah wah zalim .. kiya shair kahaa hai mainay .. subhan allah, marhaba marhaba
![]()
Re: Eid Mubarak!
Wah! Zulm ki inteha ki hy zalim:lajawab: “Qiam” bara zomani hy.
yeh qiam o taam wala qiam hy (jis main mehman a ker pasar jaty hain) ya namaz wala ky rukhsat ky liy khary ho jaty hain:D
Re: Eid Mubarak!
GN: agar mehboob mezbaan ki tarhaa pasih aa'ai to pehla wala qyaam aur agar mehmaan ki tarhaa paish aa'ai to doosraa wala :p
Sajal: aap se cheesy cheezon ki hi tawaqqu ki jaa sakti he
Lafanter: your comment is so cheesy, I am sure that sajal must have enjoyed that
**Sahih farmaiya lafnter magar Ham qannat pasan dlog nigahon ko hi kafi samjhty hain:bb:
sajal wowwwwwwwwwwwwwwwww:kiss: What a lovely song:music:
**