Lamhay
January 28, 2004, 2:59pm
1
[thumb=E]eid%20candle4535_4494735.JPG[/thumb]
[thumb=E]eida4535_5825211.JPG[/thumb]
**Eid Mubarak To all the Guppies
wishing you and your family-ies-
and all there a very happy Eid!!
[thumb=E]eid%20chand4535_7518778.JPG[/thumb]
Iss Manzar ko dekh kar ye Nazam Danish Sami ki yaad ayee
jub chaand namoodaar huwa baadalon say
mujh ko aisa laga kay zindagi phir say laut aayee
kum honay lagi phir say jub roshni
socha kaisay katey gee yeh tanhai
main nay chaha kay poochoon to kyon hay chupa
door itna tha kay na thee koi rahnumaa’ee
badal goya huay to kyon hai khara
daagh itnay hain ka na hogi dilrubaa’ee
main nay socha phir is tarhan goya huwa
yeh wohi daagh hain jo kartay hain rahnumaa’ee
us kay intezaar mein, main itna thaka
isi thakan say phir meri aankh lag aa’ee
aankh khuli to woh paas meray khara
roshni thee itni kay chin gaye phir binaee
jo kehna chaha tha woh us say keh na saka
keh saath na day rahee thee phir goyaee
jab nazdeek huwa to aisa laga
kay jaisay umeed ki aik kiran jhilmilaee
mujh say goya hua or kahnay laga
jo shaoor rakhtay hain un ko milti hai pinhaee
jab raat tamam hu’ee aur sooraj nay dee binaee
aisa laga kay goya khushi phir say laut aa’ee !!
**
kehr mubarak lamhay kehr mubarak tum ko bi meri taraf se bohat bohat dili EID MUBARAK und tumhari sab family ko bi kush raho kafi kushiyan laye yeh EID tumhare aur tumhari family ke liye
and good choice bohat achi nazm he thankxxxxxxxxxxxxx
meri taraf se bhi sub ko Eid Mubarik:)
riva
January 30, 2004, 4:01am
7
Re: Eid Mubarak !!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
[thumb=E]eid%20candle4535_4494735.JPG[/thumb]
[thumb=E]eida4535_5825211.JPG[/thumb]
**Eid Mubarak To all the Guppies
wishing you and your family-ies-
and all there a very happy Eid!!
[thumb=E]eid%20chand4535_7518778.JPG[/thumb]
Iss Manzar ko dekh kar ye Nazam Danish Sami ki yaad ayee
jub chaand namoodaar huwa baadalon say
mujh ko aisa laga kay zindagi phir say laut aayee
kum honay lagi phir say jub roshni
socha kaisay katey gee yeh tanhai
main nay chaha kay poochoon to kyon hay chupa
door itna tha kay na thee koi rahnumaa'ee
badal goya huay to kyon hai khara
daagh itnay hain ka na hogi dilrubaa'ee
main nay socha phir is tarhan goya huwa
yeh wohi daagh hain jo kartay hain rahnumaa'ee
us kay intezaar mein, main itna thaka
isi thakan say phir meri aankh lag aa'ee
aankh khuli to woh paas meray khara
roshni thee itni kay chin gaye phir binaee
jo kehna chaha tha woh us say keh na saka
keh saath na day rahee thee phir goyaee
jab nazdeek huwa to aisa laga
kay jaisay umeed ki aik kiran jhilmilaee
mujh say goya hua or kahnay laga
jo shaoor rakhtay hain un ko milti hai pinhaee
jab raat tamam hu'ee aur sooraj nay dee binaee
aisa laga kay goya khushi phir say laut aa'ee !!
**
[/QUOTE]
Thank u jee
Lamhay
January 31, 2004, 6:00pm
9
*Thanks
WG
Pyara sa dost
Hijar
cuteepie
Riva
AQ
Jaan Lewa !
For ur Replies and prayers!!
*
Khair Mubarak. Eid Mubarak to you and everybody else
ASA
January 31, 2004, 7:05pm
11
Eid mubarak to Lamhay & all other guppies
[thumb=E]beid2004_266517_74167341.JPG[/thumb]
Dil-e-tabah ki yehi sada hai ...
Tumhein Eid ki khushiyaan mubarak ho ...