all
hope sb theak thaak hon ge
ar roze b ache guzar rahe hon ge
ab jaisa k eid main 10 se b kam din reh ge hain tu aap logo ki eid ki tayariyaan kesi hain
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
Karachi jal raha hay aur aap ko Eid key pari hay ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
sb ko pata hay k Karachi kyo jal raha hay mjr sharam un ko ati nai . . .
ALLAH ham per reham farmaye Ameen
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
Eidi from Susraaal :D
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
sara din sona hi to hay us ki kia tayari karni :)
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
Allah hamain muhab-e-watan politician atta akray ![]()
Yah IS ko kaha hay kah apnay baray main farmaya hay “Shoodi” ![]()
*** please go in wedding section and give us the details of Eidi *** ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
tiyari bas abhi kuch khas nai ki,lekin InshaAllah kuch na kuch kar lain ge halka phulka sa , Allah ki taraf se tohfa hai sab musalmano ko Ramadan ke baad ka to kuch na kuch karna hi chahiye
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
meri saari tyari ho gaye ..
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
11-11-11 kis ki hai? ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
11-11-11 ko sachi wali shaadi heii ..
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
Yep IS ki sachi wali and
Sannan ki abhe confirm nae hue ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
sannan ki ubhi tuk confirm nhii hue .. ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
Eid k 3rd day ka bhe chance hai ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
chance haii ..
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
IS key ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
haan aaj kal ki larkia kafi aqalmand ho gai hein ![]()
Eid ki Kaise Tayari hai in Halata k bawajood ??
Salam aur doston is saal jaise Haseen Ramzan guzar rahe hain to mein pooch na chahta hoon k Eid ki tayari kaise hai Sub ki ?? :)
bulletinblips
Re: Eid ki Kaise Tayari hai in Halata k bawajood ??
welcome on GS, hope u enjoy ur stay here , happy posting ![]()
pehle b aik thread hai isi topic ka isliye donon ko merge kar dia hai ![]()
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
pai pehle wailay ho jaye phr sochain gay kya krna hai :( eid k pehle 2 din tu so k ghuzarne hai baqi ka sochain gay :D
Re: Eid ki Tayariyaaan. . . .
tum log eid ke din sou kaise suktei hoo ..