Eid ka Nashtaa

Jee ky behlany ko Aliyish yeh khiyal Acha hy:D

Ghalib k shair mar kaY sentimenti kardia hai :teary2:

biivi k baraY apna qoal hai .. baqoal ghalib

Muft haaTh aa’ay tu yea Maal acha hai :slight_smile:

And shadi’shuda Vs ChaaRa’ness goes like

Teray Jaam-e-Khaam se mera Jaam-e-Saafal acha hai

abay tum logon ne yahan shadi ka daftar khol liyaa he kiyaa , saree thread kaa beraa gharq ker diyaa :smack:

ap ki Income ki hi fikar’kar rahay thay :@:

Nahi ham tu sirf mwazana-e-shadi shuda o ghyr shadi shuda ker rahy thy:@:

Goya MomaYlay ko UqaaB se lar’wa rahay Thay :phati:

**Muft main hath a jati hy na bivi issi liy qadar nahi hoti bychari ki:D
Jam-e-safal ki tu khub kahi:k:
**

Ek tumhi looGon k shaaRa ganemaat hai GS per .. warNa 95/100 ko tu Mura’kab or us ka Istaymaal samj nahi ayah ho’ga :frowning:

kabi kabi sochtah hooN

Kis k Ghar Ja’aY gaa SaYlaaB-e-baaala meraY baad

sahi farmaya aap ne mamolay bhai

mery ghar ka rukh na ker ly baqi khyr hy:D

mamoly ko shehbaz sy na larany ki koi khas wajy:wraich style:

Oh Baydhe'hani mein Ap ki Duum pe bi Pair rakh'dia :D

shukar hy in ki gardan bach gai warna tu DAM hi nikal jata:D

tum ne apni dumm tau taangoN ke beech main dabaa'ee hu'i he iss liye oos pe to pa'aaon rukhne kaa ko'i khatraa hi nahi :D

Re: Eid ka Nashtaa

Who cares about your nashta TLK?

ps. And I agree about Aliyish, I don't like him.

Re: Eid ka Nashtaa

Yo don’t like ALiyish :eek:

Khair yea iste’la tu shadi shuda hazraT k leay Istaymal hotii hai :slight_smile: tu baat kuch jamaY ge nahii :barbie:

Re: Eid ka Nashtaa

araay jaao ..humain jis nay dekha ..phir roab-e-hussan say hosh main hee na aasaka

snooty

HaaTh kaaNGaaaN ko aaRsii kia :D

Re: Eid ka Nashtaa

^ bandar kia janay adrak ka maza snooty