Eid ka Nashtaa

you are co-ordially invited :D

phir tu shayed bhoori hona ka kattra hey – kionkay larkiyaan apni age nai baatati :phati:

Re: Eid ka Nashtaa

kidoon , kithay , kis waqt ?

: P

Thori Dair Rakoo … Shayad AqeeeqaY ki dawat bi baan jaay :smiley:

Lakin ap galaTii se bata’gaeeN :smiley:

Re: Eid ka Nashtaa

faint

app to bohat FAAAAAAAAAAAAASSSSSSSSSSSSt hogaye ho ..Fast rakh rakh k ; )

Re: Eid ka Nashtaa

I can't manage to have a proper breakfast right after the RamadaN so i just had aloo chanay ki chat ( that I made for the guests) and also had a glass of milk.

yeh alyish batain gye :halo:

shayed baat bachoon ke shaadi say bhe agay nikal jaye:hehe:

aap ko tu batani thee :stuck_out_tongue: warna shayed koi probleem ho jata :wink:

Re: Eid ka Nashtaa

aloo khaao ge to motte ho jaoo gee : P

Aliyish bus hawa main teer chor daytay hain unhain khud kuch nahi pata : P

:teary2: hawa main teer –

Re: Eid ka Nashtaa

^ tum ko shaadi ka bohat shooq hay hoonh ...khabardar moun say awaz nikaale aram say betho balian

Re: Eid ka Nashtaa

lolz Problem Girl me bohat khaati hoon issliye motay honay ka koi dar nahi

2008 bibi :@: DooRoo ZamaNa chaal qayamaT ki chaal gaya :smiley:

Mein kis khusi meIN Bata oooN :@:

problem hojjatah tu kia :slight_smile: hum tu Baytay he loGon ki problem slove karnaY ko hain :slight_smile:

hawa mein chala 'ay howay teer hee nishaNay pa lagtay hain :smiley:

Qasam se Tum Raza sheikh ki kisi serial mein Zalim MIL ka rol ba’khooBi kar’saktee hoo :smiley:

Zaida mehnat be nahe karnee parhay gee or face ka qudaratii adventage be milay gaa :cb:

Re: Eid ka Nashtaa

Qiblaa kia iradaay hain ? bibi ko doraa rahay hain or khud bethay hain …pagal samjha hay kia hoonh

Elegenc> na tum nay khudkash dhamaka kerna hay jo bohat khaata hoo bailan

Re: Eid ka Nashtaa

or app hamoon jadooger .. face ka quderti adventage vivo

Re: Eid ka Nashtaa

:cb: kiya pata karna parr jaye

^ N presented by khail khilare or audio forum Rotfl

us main Aid main doon gee ; )

Well Goray kehTay haiN na :slight_smile: ladies 1st :smiley:

waysee be jo chahaY ap ka Husann kirshma saaz karay :hinna:

Khud ho gee Bil batoori :barbie:


*Yahan tu os shyr ki parody ho jaay, Ky
Ik shadishuda ny begam ka sahara ly ker
Ham charon ky jaly toast ka uraya hy mazaq:p *

Or ChaRRon ki TasaaLii ko Allama ka Ek shair

Aay GN' modni Us Riizzq se MoaaTh achiii
Jis riizq se aathii ho Parvaz mein KohTa'ii