Eid-e-Saee'd ::: Kullun Aam wa Antum bakhair :::

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

sharam karo namaqool insaan… abhi ramzan kaa maheenaa chal rahaa hai…

Akhri ashraa ikhtetaam pazeer hai… jiss kaY baaraY maiN hadeeth maiN ayaa hai kaY yeh Jahannum saY nijaat kaa ashraa hai…

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

iss tarah naheeN kehtaY… bataanaY waalaY kaa dil tooT jaataa hai :naraz:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

pata hai mere bhai… aisay he bata raha thaa…

aik to yeh log … :smack:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

aik tau yeh log kiyaa :barbie:?

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

Sawal ka jawab sawal say bhi mushkil. Sunnannay waley ka bhi to dil hi toot jata hai na.
Dil toot ker chikna chur

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

sheeshaY kee cheezaiN chicknaa chur hoti haiN :smilestar:

Rukh-e-zeba kaa aasaan urdu maiN matlab Zeba kaa side pose hotaa hai :halo:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

doesn’t make any sense. just doesn’t.
waisay hi saaf saaf kahein k aap ko ZAba achi lagti hai. Itna ghuma phira kar baat karney ki kia zaroorat hai bhala.

Aur dil tootney ki right example di hai mai ney. Isn’t their a sher
“kia lutf anjaman ka jab dil hi toot gya ho”

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

zeba sirf Muhammad Ali Marhoom kee passand thee 1960 maiN… maiN itnaa duqyaanoosi naheeN :naraz:

PS: Is your name Zeba?

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

ab dunya mein aik hi to zeba nahi hai na :hoonh:

**what if it is :snooty: **

Re: Eid-e-Saee'd ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

:whistling yahan par movies ke batain ho rahi hain... hummmmm

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

g aap kuch farmana pasand karein gay :shoaby:
by the way, pinjray say bahar kub niklay

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

jee mujhay Emraan Hashmi bohat pasand hai :cb:

Gizzy bhai nay mujhay Ramzan main adad kar diya :naraz: sheen baji ke help say :smiley:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

yea har kisi ko Emraan Hashmi itna pasand kyon hai - aisi kia baat hai is mein.
waisay AQ ko to Zeba bohat pasand hai, i guess

magar abhi ramazan to khatum nahi hua - pehley hi azad kar dia :konfused:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

if it is then, can i see Rukh-e-Zeba :halo:?

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

sharam nahi aati :barbie:

achaa chalein, kia yaad karein gay aap. yea hai … :mash:

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

wo bunda bohat tite hai :rotfl:

puranay log tay puranay puranay log! :cb:

wot happend wz… mujhay ramzan shuru hotay he nikal diya.. or anwaar unkil ko bund kar diya :dixsi: i wonder why.

Re: Eid-e-Saee'd ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

^
jabhi to

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

yaar shobi: maiN tumhaiN aisaa aadmi naheeN samajhtaa thaa :flower2:

aur haaN! mujhaY kissi naY band naheeN kiyaa thaa… stop spreading rumours…

Re: Eid-e-Saee’d ::: Kullun Aam wa Antum bakhair ::: [Merged]

bus yaar… kya karain… mujhay wo pasand hai :cb: :smiley: lakin saath saath kareena bhi tite hai.. :stuck_out_tongue:

app band nahin hoe thay… abhi bhi bund hain :clown:

:rolleyes: